Sunday, 5 January 2014

Naam lab par hai par jaan

Unki mohabbat ka nishaan abhi baaki hai,

Naam lab par hai par jaan abhi baaki hai,

Kya hua jo dekh kar muhh pher lete hai,

Tassali hai chehre ki pehchan abhi baaki hai.

No comments :

Post a Comment