Sunday, 5 January 2014

khubsurat hai zindagi

khubsurat hai zindagi khwab ki tarah,

jane kab tut jaye ye kaanch ki tarah,

kisi mod pe agar mulakat ho gayi hamari

to aankhen mat mod dena ajnabee ki tarah...

No comments :

Post a Comment