Saturday, 14 July 2012

Maa sehan me so rahi thi.

Maa sehan me so rahi thi.
Aadhi rat ko Beta kam se wapis aya to hath me Aamon se bhara shopr tha.
Beta kuch dair maa ki charpaai k qarib ruka aur phir Bv k pas kamre me chala gya.
Thorri dair bad Aam Choosne ki aawaz aane lagi.
Maa apne Bete ki is harkat pr udas ho gyi or ankhon me aansu aa gye, mgr jb us ne karwat badli to us ki hansi nikl gyi Q k
Aamon ka shopar to us k sarhanay rakha tha,

No comments :

Post a Comment